ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA Simple recipe

Preparing Yummy ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, we use 25 Ingredients And 20 Steps

How To Cook ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA

ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA You can cook ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA by using 25 ingredients and 20 steps. Here is how you achieve ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA.

Ingredients of ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA

  1. Prepare of ingredients 4 reshmi paratha.
  2. You need to prepare 500 of Grm Medah.
  3. You need to prepare 1 Tsp of Yeast.
  4. Prepare 1/2 Tsp of Salt.
  5. Prepare 1 Cup of Fresh Cream.
  6. Prepare 2 Tbsp of Sugar.
  7. You need to prepare of Required Water.
  8. Prepare of Required Desi Ghee.
  9. Prepare of ingredients 4 bhurta.
  10. You need to prepare 500 of Grm Matar.
  11. You need to prepare 500 of Grm Potato (RED ONE.).
  12. Prepare 6 of Eggs.
  13. Prepare 1 Tbsp of Crushed Red Chili.
  14. Prepare 1/2 Tbsp of Chopped Green Chili.
  15. Prepare 1/2 Tbsp of Cumin Seeds.
  16. Prepare 1/2 Tbsp of Crushed Dry Coriander.
  17. Prepare 2 Tsp of Salt.
  18. You need to prepare 1/2 Pinch of Turmeric.
  19. Prepare 1 Tbsp of Chopped Green Coriander.
  20. Prepare 125 of Grm Butter.
  21. Prepare of ingredients 4 tea.
  22. Prepare 1/2 liter of Milk.
  23. You need to prepare 2 Tbsp of Tapal Mixture Tea.
  24. Prepare 2 Tbsp of Sugar.
  25. Prepare 4 Cup of Water.

ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA instructions

  1. (RECIPE OF BHURTA) Sb Se Phele Potatoes Ko Peel off Kar Ke Achi Trha Dho Lein. Or Sabut He Boil Kar Lein. Jab Potatoes Boil Hojain To Inko Chop Kar Lein..
  2. Ab Eggs Ko One By One Torr Ke Ek Barre Bowl Mein Nikal Lein. Or Inme Zra Sa Red Chili Powder.. Or Salt Aad Kar Ke Achi Trha Phent Lein..
  3. Ab Matar Ke Daane Nikal Ke Dho Lein. Ab Ik Barre Bartan Mein Water Boil Kar Ke Isme Thorra Sa Salt Dal Ke Matar Ke Daano Ko Isme Hlka Sa Boil Kar Lein. Jab Boil Hojain To Inko CHAAN Lein. Ab Ik Pan Mein Thorra Sa Butter Meld Kar Ke Isme Matar Ko Fry Kar Lein. Jab Khushboo Aney Lage Or Daane Lite Crispy Golden Hojain To Inko Ik Plate Mein Nikal Lein. (NOTE) Salted Water Mein Boil Krne Se Matar Ka Meetha Pn Khtm Ho Jta Hai..
  4. Ab Ik Ghery Bartan Mein Desi Ghee Gram Karein Or Isme Cumin Seeds Ko Khushboo Aaney Tak Fry Karein. Ab Isme Dry Coriander Dal Kar Saute Kar Lein..
  5. Jab Saute Hojye To ISME Green Chili Dal Ke Saute Karein. Iske Baad Isme Crushed Red Chili Haldi. Or Salt Dal Ke Bhoonye..
  6. Jab Masale Mein Fry Hone Ki Khushboo Aaney Lage To Isme Matar Dal Ke Michelle Karein..
  7. Jab Matar Mix Hojain To ISME Chopped Potatoes Dal Ke Mix-up Kar Lein. Or Bhoonye..
  8. Kch Der Bhoone Ke Baad Isme Eggs SHAMIL Karein OR Mazeed Achi Trha Bhoonye. Itna Ke Egg Achi Trha Cook Hojain..
  9. Jab Tak Eggs Achi Trha Cook Nahi Ho Jte Tb Tak Ap Bhoonte Rahyye..
  10. Jab Eggs Achi Trha Cook Hojain Or Tamam Cheezen Aps Mein YakJaan Hojain Or Ghee Opr Ajye Tb Bhurta Done Hai. Dish Out Kar Ke Opr Chopped Green Coriander Se Garnishing Kar Lein..
  11. (RECIPE OF RESHMI PARATHA) Ab Reshmi Parathon Ke LiyeIk Barre Bartan Mein Medah.. Yeast.. Salt..Fresh Cream.. Or Sugar Dal Kar Achi Trha Mix Kar Lein. Ab Isko Pani Se Achi Trha Goondh Lein. Or Cover-up Kar Ke 30 Minutes Ke LiyeChorr Dein..
  12. After 30 Minutes Iski Barri C Dough Bana Ke Roti Ki Trha Bel Lein. Ab Isme Ghee Lgain Or Thorra Thorra Medah Sprinkle Kar Ke Roll Kar Lein..
  13. Ab Knife Ki Madad Se Iske 4 Dough Cut Kar Lein. Or Haath Se Dabain. Or 30 Minutes Fridge Mein Rakh Dein..
  14. After 30 Minutes Iske Small Size Dough Bana Lein. Or Roti Ki Trha Bel Lein..
  15. Ab Ik Tavey Ko Flame Par Rakh Ke Isme Ghee Gram Karein. Or Isme Parathon Ko Fry Kar Lein. Jab Parathe Crispy Golden Fry Hojain To Platter Mein Nikal Lein..
  16. (RECIPE OF TEA) Sb Se Phele Milk Ko Barey Pan Mein Dal Ke Achi Trha Boil Kar Lein. Jab Boil Hojye To Aanch Ko Slow Kar Ke Milk Ko 20 Minutes Pkne Dein..
  17. Ab Ik Tea Pan Mein Water Lke Boil Kar Lein.Jab Water Boil Hojye To Isme Sugar Or Tapal Mixture Tea Dal Ke Boil Hone Dein..
  18. Jab Boil Hojye Or Water Half Hojye To Isko Cup Mein Nikal Lein. Or Isme Opr Se Gram Milk Dal Lein. The Tea Is Done..
  19. Your Yummy Delicious & Tasty Ande AALOO OR Matar Ka Bhurta. Reshmi Parathe. Or Tea Is Perfectly Done..
  20. Ab Ek Ik Choti Serving Plate Mein Bhurta Nikal Lein. Or Ik Plate Mein Parathe Rakh Lein. Or Ik Barri Serving Dish Mein Ye 3..o Cheezen Rakh Ke Sreve Karein. (NOTE) Ye Pic Wali Serving 1 Person Ki Hai.. Baqi Recipe 5 Person's Ki Hai. THANK YOU 🌹😊.

Thank you For visiting our simple blog, may our cooking recipe of ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA usefull and work :) and please get our other recipe collection, there are over million Simple recipes such as ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA with 25 Ingredients And 20 recipe directions are available just for us

#How To Cook ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, Cooking ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, #Simple Recipe ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, #Simple direction ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, #Homemade ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, #Step by step cooking ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, #Delicous ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, #How To Make ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA, #Food ANDEY MATAR AALOO KA BHURTA RESHMI PARATHA & TEA

OTHER RECIPE AVAILABLE HERE